Posts

Showing posts from May, 2016

Girls Lover urdu romantic photo images poetry

Image
Chup chup ke mohabbat ko na badnaam kiya jaye, Jo kaam kiya jaye sar-e-aam kiya jaaye, Yeh dil ke tere baad behelta hi nahin hai, Ab tuu hi bata kese isse raam kiya jaaye, Yeh to mere harfon ka taqaaza hai meri jaan, Jo sher likha jaaye tere naaam kiya jaaye, Thhak haar ke kal shaam kaha tha yeh hawa ne, Awaara parindon ko teh-daam kiya jaaye, Kya fayeda phir aesi jawani ka ke jis main, Jab soch samajh kar hi har aik kaam kiya jaaye, Shayed woh palatt aaye kabhi shabb ka musafir, Roshan hi chiraaghon ko sar-e-shaam kiya jaaye, Kal shaam yeh ghar chorr to dena hai humen bhi, Behtar hai ke kuch waqff dard e baam kiya jaaye, Faizan yeh duniya to hai bazaar ki suurat, Hai kiss ko khabar kal kisse neelaam kiya jaaye.. ****************************************** Girls Lover urdu romantic photo images poetry. There are many Great Urdu Poetry on Love by many great poets of Urdu language. Love poetry has its own value and people always share them as love is alive in everyone heart. Here is poste

Design Urdu Romance Poetry-shayari

Image
Kumm tere zabt ki qeemat nahin karne wale, Hum teri aankh se hijrat nahin karne wale, Apne nazdeek mohabbat hai ibaadat ki tarah, Hum ibaadat ki tijaarat nahin karne wale, Yeh alag baat hai ke izhaar nahin kar sakte, Yeh na samjho ke mohabbat nahin karne wale, Kaatt ke phenk de sar chaahe sajaa naize pr, Hum tere hath pe bayt nahin karne wale, Aye haakim-e-waqt zara apne girebaan main jhaank, Log bewajah baghaavat nahin karne wale.. The home of urdu poetry, urdu shayari, sad shayari, urdu sms, love poetry, sad poetry and hindi shayaris. Most updated urdu poetry website on the web with -Find Urdu Poetry & Ghazals by famous Pakistani and Indian poets. Get the Urdu shayari largest collection by categories like love shairy, sad shayari-  Two line Urdu Poetry Page, Urdu Adab, Urdu Ashaar, Design Urdu Poetry Page.Urdu poetry is a rich tradition of poetry and has many different forms. Its basically an outcome of superimposition of Persian -Urdu Romantic Shayari is all about romance. We ha